Channel: Pro Fit Official
Category: Howto & Style
Tags: bhige chane khane ke faydeankurit chana khane ke faydebhuna chana khane ke faydeunani nuskhechana or gud khane ke fayde
Description: Dosto sabhi shakahari khane me chna ko ek bahot hi postik aahar mana jata hai or aisa islie kyun ki isme protein ki achhi khasi mat hone ke sath sath dusre kai jaruri nutrient bhi kafi matra me maujood hote hain...lekin yaha ye bhi samajhna jaruri hai ke kisi bhi khane ka pura fayda sharir milne ke lie us khane ke fayde or nuksan ka pta hone ke sath sath use khane ka sahi samay or sahi tarike ka bhi pta hona bahot jaruri hota hai ... Islie aaj ke is video me hum janenge ke Chna khane ke kya kya fayde or kya nuksan hote hain Ek din me km se km or jyada se jyada kitna chna khaya ja sakta hai Ise khane ka sahi samay kya hai yani subha dopaher ya sham, Chna ko , pani me bhigo kr kachcha ya, ankurit kr ke ya fir achhi trah pka kr khana chahie ... NEW CHANNEL 🌹👇 youtube.com/channel/UCM2Rj07wwIMMycYU2iFcC1w?view_as=subscriber